badlti is duniya ke baarein mein aap kya kehta hain is light wali duniya mein kaafi raftar hain mere doston mein jayda to nahi lekin kuch words ke saath kehta hoon..

meri zindgi mein logo ki mehfil se bahut door hoon mein
apni is zindgi mein logo ki mehfil se shikva nahi hain
mujhe bhi dekhna hain us duniya ko jo logo ki baatien mein
aksar suna karta hoon......
kaun hain woh jo karta hain vaadein
mere is gaon ko bhi to dikhaon
ek naya si duniya
mein karta hoon intzaar us mehfil ki
jo guzregi mere hi ghar ki aangan se
din bhi guzre, saal bhi nikle koi to nahi aaya
ab apna kehne wala aaya hain , ab ek naya sa ek chehra
kehti duniya usi ko apna
naam hain deewana sa, karta hain baatin...
apni us mehfil ki aajao mere dost karte hain
ek nirman apne is bharat ki
woh ko nahi lekin uska naam hi hai kaafi
ajay kehte sab, pyar se kehti duniya...
tune hi kara hain naya bharat jo deta hain sabke ek sammaan.......
ajay verma

दूर दूर तक नही हैं नीशान हमारे, लेकीन हैं वीशवास लोग ढूढ़ेगें हमारे कदम जहाँ पड़ते ही लोग सोचने को मजबूर हो जाँएगे , हम हैं भारतीय , हम में हैं दुनिया को पीछा करने की ताकत सही सोच पूरा विश्वास ........
आयो दोस्तों करें नए वादें जिन्दगी के साथ हमें होना हैं सबसे आगे ......
..............अजय वमि